100+ Life Shayari for Relations

Touch Best Shayari for Relation

Kashti Ke Musafir Ne Samandar Nahi Dekha,
Aakhon Ko Dekha Per Dil Mein Utr Kar Nahi Dekha,
Pathar Samajhate Hain Mujhe Mere Chahne Wale,
Hum Toh Mom Hain Kisi Ne Chhoo Kar Nahi Dekha …

 

 

Nanhi Si Life Shayari

Zamaane Ka Bhaar Zara Dil Se Utaar Le,

Nanhi Si To Life Hai Yaar, Hans Ke Gujaar Le …

 

 

Meri Manzil Motivational Shayari

Darr Mujhe Bhi Laga Faasla Dekh Kar,
Per Main Badhta Gaya Raasta Dekh Kar,
Khud Ba Khud Mere Nazdeek Aati Gayi,
Meri Manzil Mera Haunsla Dekh Kar ….

Ajeeb Din Shayari on Life

न सो सका हूँ न शब जाग कर गुज़ारी है
अजीब दिन हैं सुकूँ है न बे-क़रारी है

~ ज़ुहूर नज़र

 

Dosh Attitude Shayari on Life

Log Doobtey Hain Toh Dariya Ko Dosh Detey Hain,
Manzil Na Mile Toh Raaston Ko Dosh Detey Hain,
Khud Toh Sambhal Kar Chaltey Nahi,
Jab Thokar Lagti Hai Toh Patthar Ko Dosh Detey Hain.

Zinda Shayari on Life

किसी दिन ज़िंदगानी में करिश्मा क्यूं नहीं होता,
मैं हर दिन जाग तो जाता हूं ज़िन्दा क्यूं नहीं होता।

Rishte & Sapne Shayari

Sath Na Rehne Se Rishte Toota Nahin Kartey
Waqt Ki Dhoondh Se Lamhein Chhuta Nahin Kartey

Log Kehte Hain Ki Mera Sapna Toot Gaya
Toot-ti Neend Hai Sapne Toota Nahi Kartey …

Ek Roz Life Shayari

ज़रा सी चोट लगी, कि चलना भूल गए,
शरीफ लोग थे, घर से निकलना भूल गए,

तमाम शहर में घूमे किसी ने नहीं पहचाना,
हम एक रोज़ जो चेहरा बदलना भूल गए!

Sad Shayari on Life

Sad Shayari on life – The life is full of sorrow and there is nothing easy to get in life. There is a hidden but certain sadness in everybody’s life which makes feel so bad that sometime you just want to hide yourself somewhere. When you want to happy, life makes you sad, suddenly. There is a great bond between sadness and life. Then, these are the words of Shayari which brings the ray of hope in darkness of sad life. We at Shayari Network always try to craft the words which can calm down a restless soul living this heartbreaking life.

आँसू निकल पड़े…
इतना तो ज़िंदगी में, न किसी की खलल पड़े,
हँसने से हो सुकून, न रोने से कल पड़े,
मुद्दत के बाद उसने, जो की लुत्फ़ की निगाह,
जी खुश तो हो गया, मगर आँसू निकल पड़े।


इस मोहब्बत की किताब के,
बस दो ही सबक याद हुए,
कुछ तुम जैसे आबाद हुए,
कुछ हम जैसे बरबाद हुए।


तेरी आँखों में सच्चाई की एक राह दिखाई देती है,
तू है मोहब्बत का दीवाना ऐसी चाह दिखाई देती है,
माना कि ठोकर खाई है जमाने में बेवफाओं से,
पर तू आशिक है तुझमें मोहब्बत की चाह दिखाई देती है।


तुम अगर याद रखोगे तो इनायत होगी,
वरना हमको कहाँ तुम से शिकायत होगी,
ये तो बेवफा लोगों की दुनिया है,
तुम अगर भूल भी जाओ तो रिवायत होगी।


तेरे शहर में आ कर बेनाम से हो गए,
तेरी चाहत में अपनी मुस्कान ही खो गए,
जो डूबे तेरी मोहब्बत में तो ऐसे डूबे,
कि जैसे तेरी आशिक़ी के गुलाम ही हो गए।

Lakhte Jigar Shayari

lakhte-jigar-shayari

Mannato, Murado Ya Naseebo Se Milte Hai Lakhte Jigar
Phir Kyon Budhaape Mein Sataate Hain Lakhte Jigar

Jinki Khushi Key Liye Khoon Pasina Bahaya Har Din
Phir Kyon Budhaape Mein Khoon Key Aansoo Rulate Hain Lakhtey Jigar

Jinki Ek Aah Bhar Se Kaleja Phatt Jata Tha Arif
Phir Kyon Budhaape Mein Kaleja Phaad Dete Hain Lakhte Jigar …

– Mohd.Arif “Cheetal”

Sad Shayari on Love and Life

Life Shayari

Tanhaiyon Ke Saaye Mein Chain Kahaan
Aankh Khul Jaye To Fir Khwab Kahaan

Jee Jalaate Hain Subah Ke Thande Jhonke
Kho Gye Mohabbat Ke Voh Nazaare Kahaan

Ishq Ik Mushqil Imtehaan Tha Pehle
Ab Mohabbat Ke Voh Aadab Kahaan

Ab Kahaan Wafa Karne Wale Milte Hain
Us Pak Zamaane Jaise Insaan Kahaan

Ab To Khud Ki Dhadkan Se Bhi Darta Hai Dil
Ab Is Dil Mein Dilbar Ka Ghar Kahaan

Duniya Sunsaan Hai Kisi Registaan Ki Trah
Pehle Wali Voh Mehfilein Haseen Kahaan…

Zindagi – Javed Akhtar Ghazal

जावेद अख़्तर साहब द्वारा लिखी ग़ज़ल इस ज़िन्दगी के नाम, कृपा अपने विचार और कमेंट जरूर साँझे कीजिये। Javed Akhtar Sahab upon the life, please share your thoughts and comment.Ghazal…Bahana Dhundhte Rehte Hain Koi Rone Ka,Humein Yeh Shauq Hai Kya Aasteen Bhigone KaAgar Palak Per Hai Moti To Ye Nhi Kaafi Hunar Bhi Chahiye Alfaaz Mein Pirone KaJo Fasal Khwab Ki Taiyaar Hai To Yeh Jaano Ki Waqt Aa Gya Fir Dard Koi Bone KaYeh Zindagi Bhi Ajab Karobaar Hai Ki Mujhe Khushi Hai Paane Ki Koi Na Ranj Khone KaHai Chaknachoor Magar Fir Bhi Muskurata Hai Voh Chehra Jaise Ho Toote Huye Khiline Ka…– Javed Akhtar
Hindi Scriptबहाना ढूँढ़ते रहते हैं कोई रोने का हमें ये शौक़ है क्या आस्तीन भिगोने काअगर पलक पर है मोती तो ये नहीं काफ़ी हुनर भी चाहिए अल्फ़ाज़ में पिरोने काजो फ़सल ख्वाब की तैयार है तो ये जानो की वक़्त आ गया फिर दर्द कोई बोने काये ज़िन्दगी भी अजब कारोबार है की मुझे ख़ुशी है पाने की कोई न रंज खोने काहै चकनाचूर मगर फिर भी मुस्कुराता है वो चेहरा जैसे हो टूटे हुए खिलौने का– जावेद अख़्तर